Anchoring Script
Anchoring Script
mai tahe dil se aap sabhi ka yaha mehemwal parivar aur duggar parivar ki ore se istakbal karta hu, swagat karta hu
Khusiyo ki raat hogi Jashn jara datt ke hoga gajendra ki shadi hai Aandaj jara hat ke hoga So come join me that am sambhav chopra in this beautiful journey... I hope ye raat aap saalo saal yaad rakhenge
ganesh vandana and navkar mantra Har shubh ghadi ki shuruaat ham parmeshwar ko yaad karke karte hai, ki unki kripa ham par bani rahe. Isliliye karte hai aaj ki sham ka aarambh navkar mantra aur ganesh vandana ke saath Before faltu performance: Iss romantic song ke baad kyu na ek romantic shayari ho jaye.. ye shayari sunane aa rahe hai arpit ranka Durkhat ke paimane se haaye tera sharmana Bhaiya pehli line samajh aaye to zara hame bhi samjhana Nahi mujhe to kuch samajh ni aaya, anyway its time for our next dance aur agla program shuru ho use pehle hamre performers kehte hai: Ham aayenge is kadar ki saanse tham jaye Dil thamke baithiyega kahi heart attack na aa jaye Before gajju bhaiyas performance Haan toh jab Jaipur to Kanpur call routes busy hone lage toh. Hamare gajendra ka andaaz kuch iss tarah tha: Aapke aane se duniya me jo madhoshi chaa gayi Lagta hai jaise jannat se utarkar koi apsara aa gayi
Aankhon me rehne walo ko yaad nahi karte Dil me basne wale ki baat nahi krte Hamari to ruh me bass gye hai aap Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte Now it must be clear that the next performance is from the couple in limelight, our very own gajendra and seema.. Lets hear it for them! Chachis dance:
Toh karte hai aur rangeen ye sham leke aa rahi hai dulhe ki bhabiyan ye paigaam Aap dono ki Jodi kabhi na tute Khuda kare aap ek dusre se kabhi na ruthe Yuni ek hokar aap ye zindagi bitayein, ki Aap dono se khushyion ke ek pal bhi na chute
Aa rahi hai kavita mehemwal aur surbhi mehemwal Rashi n nishu Sangeet ka saj, music ki taal Shadi ka mahol, hai bemisal Isi khushi me ho jaye kuch dhamaal Isi dhamal kag dekhiye kamal Jhoom-2 kar nache gayenge nishit chhajed aur rashi mehemwal Couple dance: Love is an accident, it can happen with anyone.. anytime.. anywhere Toh maahaul ko rumaani banane aa rahe hai dulhe ke bade bhai aur bhabhiyan jo hame unki prem kahani se ruhbaruh karwayenge Ramp walk
Now we have a really special treat for you all.. taiyaar hoo jaaiye hamare agle segment ke liye which is ramp walk by .. in their very own personalised style.. mai aapko advise deta hu ki apne glares laga lijiye cause our glimmering performers can blind you out!. Lets hit it DJ!.
Paridhi siddhant aivyai-2 Iss lajawab performance ke baad aa rahe hai paridhi aur siddhant jhoomne ainvayi ainvayi..
Divya kushal saajan ji ghar aaye Ab thirakne aa rahe hai divya aur kushal
Seema tum jo aaye This song is dedicated to gajendra by her better half.. seema bhabhi kehti hai ki Jashn-e-bahara: The next act is all about delicacy, fragility, sophistication.. yaa fir ek shabd me kahu to nazaakat.. Hamare desh ki naariyo ko jo cheez bakiyo se alag karti hai wo hai nazaakat, aur isi nazaakat ka sahi rup dikhane hamare samne aa rahi hai rashi mehemwal, anisha jain, and nehal chopra Clapping: Vo hoth kya jisme laali nahi Vo upvan kya jisme maali nahi Vo sasural kya jisme Sali nahi Vo mahfil kya jisme tali nahi